◀ ▶ se chalo, ⤒ se jump karo. Darwaze 🚪 tak pahunchna hai. Bas itna hi... nahi.
Ye game jhooth bolta hai. Zameen gir sakti hai, spikes kahin se bhi nikal sakte hain, darwaza nakli ho sakta hai, aur sign board pe bharosa mat karna. 😈
Marna allowed hai - har maut se ek dhokha yaad ho jayega.